Baatein aur yaadein

By: Prachi

Kanon mei Sunai Deti Hai baatein.... Meethi Si Kuchh tikhee Si,

Dimag Mein rahti hai yaadein kuch.... namkeen Si Kuch kadvi Si.

Feeki yadein Yaad nahin aatin......... sochne par bhi.