Shayad yahi December wali judaayi hai.

By: Mohammad Amir Nawab

 

 Baatien tujhse kitni baar bataun , Jo har baar batayi hai..

Un ansune geet bhi maine sune hai , jo tune mujhe kisi pal apne gungunahat me sunaayi hai..

Badi bechaini si hai is daur e Mohabbat me   ...

Mujhe fir se teri yaad aayi hai   , shyad ek baar fir se tere wapis aane ki aas aayi hai..!!

Badi bechaini si hai is mahine..                       shayad yahi  December wali judaayi hai. ..

Jitne pal bhi juda hai  mujhse , har us pal mujhko teri yaad aayi hai...

Shayad yahi December wali judaayi hai..!    Shayad yahi December wali judaayi hai..!