Zindagi ek kaaton ka ped
Zindagi kaaton ki chaaya se pala ped hein
Ye ped bada anokha hein
Koch khatte h tu koch meethe fal
Bas dukh itna hein meethe fal zara upar h
Kaaton se chalkar or khate falo ko na dekh
aage badna pdega
Kaatein per mein chubenge os peeda ko sehen kar
Aage on sundar smritio on meethe fal ko chakhne k lie
Per mere dost tum dhoka mat khana
Ye kalyug hein yaha rakshas or devta ek insaan hein
Vo khatte fal bhi meethe lage koi dosh nahi
Per tum sahi galat ka farak mat bhulna
Tum kaaton ki chaya se palle ped k kaaton ko on ache falo ki ras se hi asaan bnalena
Khatte fal lubhayenge per meethi choori ka mtlb smjkar rkhna
Waqt ki maar khane se mat Darna zindagi badi h
Iska khyal rakhna
Zindagi ko behtareen banana ab tumhare haath mein
Zara kaaton k ped per smhalkar chadna or khatte falo k anusaran mein asli meethe falo ki chesta rakhna mat bhulna
Discover more from ZorbaBooks
Subscribe to get the latest posts sent to your email.