~Musaafir~
Pal me bachpan beeta
aur chal pdha aakir
sun, kya kehta h ‘musaafir’ .
Ghar se nikla ghar ke liye
goan se nikla seher ke liye
mene apne liye socha hi kahan phir ,
me hu ek ‘musaafir’.
Ye makhmal ,reshmi khywahisen mujhe kosti rhi
saare mausmon se phir dosti rhi
har sabak ke liye rha me hasir
me hi ek ‘musaafir’.
Kbhi bewajah thahar gya
hosh jo aaya to ek pal na ruka phir
Yun hi chlta rha ‘musaafir’.
anjalish~
Discover more from ZorbaBooks
Subscribe to get the latest posts sent to your email.