Kash Ankahee, Kyun Ankahee-5
Shyam hoti hain.
Darwaze ki ghanti bajti hain.
Sagar darwaza kholta hain-
Sonia samne khari hain.
Woh Sagar ko gale laga leti hain aur kehti hain,
Maine tumhare jazbaaton ki gehraai ko samajhne me bhul ki. Tumne meri bechaini aur adhirata ki vaja nahi samjhi.
Sagar: Galatfehmi ki upar kaam kar raha tha, aur aaj galatfehmi hua!
Sonia: Hum ek dusre ko bas galat na samjhe- kya yeh itna mushkil hain? Chalo phir se ek nayi shuruwat karte hain.