Isse pyaar kehte ho?

kaisa hai pyaar vo,

jo har raat rulaye,

kaisi hai yaadein vo,

jo baat baat pr sataye,

kaisi hai mulaqaate vo,

jo har baar Milne se phle ghabraaye,

kaise hai sawaal vo,

jinme har shaam kat jaaye,

ishq agar kr hi liya hai,

toh kyu na ham bhi ek baat smjh jaaye, ki pyaar qurbaani mangta hai,

bilkul waise jaise phool kaliyo ko dekhkr roz murjhaaye

Leave a Reply

Ariya Ashrif
Chhattisgarh