Lahu aur tum

Kacchi dori se Bandha hamara rishta tha

Namumkin jaisa koi hamara kishta tha

Us raat chhor diya tha jab tune muje

Rote huye aankh, thartharate hoth, aur kaampti haatho ke manzil me

Bhot udaas tha mai, magar tab bhi tu mere dil me lahu ki tarah basta tha

Leave a Reply

Ariya Ashrif
Chhattisgarh