Sach
Badalo me chhupa koi sitara tha vo
Mere khayalo ka anokha afsana tha vo
Andekha karta hai mujhe vo ab
Ab kis kis ko bataye, ek din hamara bhi deewana tha vo
Badalo me chhupa koi sitara tha vo
Mere khayalo ka anokha afsana tha vo
Andekha karta hai mujhe vo ab
Ab kis kis ko bataye, ek din hamara bhi deewana tha vo