Yeh aaina jhoot bolta hai
Yeh aaina jhoot bolta hai
Yeh desh bhi tumhara,
khuwaishon kaa pool bhi sabhika,
kisse angrazoan ke,
galtiyaan humari,
desh ki janta maano Jaise,
dharti ne pehan li ho phulkari,
jagah jagah mein dharmik sthal,
Yeh hain aajaadi ke fal,
sirf aaj ki baat nahin,
par sadiyon se chalta jaa raha riti riwaaz hai itna mahim,
ki sab jagah goonj raha hai Yeh mantra,
ki Yeh aajaad bharat hai aur na koi aur shadyantra.
Bharatiya nagrik